Kharab memory
crad ko thik karne ka tarika step by step with picture
Aj hum sikhenge ke kaise kharab memory card ko thik kiya jata hai
yani ke crupted memory card ko kaise repair kare
Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech here Mobile
Repairing, Interne & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an
others technology information ke bare me bataunga main jo kuch bhi janta hu
main jo partical kiya hai ohi main is blog me post karta hu
Kharab memory card ko thik karne ka tarika Solution_____
Step - 1 Sabse pehle windows start me jaye windos start me jane
ke bad Run likh ke sarch kare & Run name ke
application ko start kare
Step - 2 Run applicatin ka sarch box me CMD likh kar Enter key press karne se cmd application open hojaye ga
Step - 3 CMD appliaction open ho gaya hai ab hume cmd me Command ke jariye memorycard ko thik kiya jata hai cmd me jo jo Command hum use karenge oh hai
"COMANND"
1 no command : "diskpart" ; 2- "list
disk" ; 3- "Select disk 1" ; 4- "clean" ;
5- "create partition primary" 6- "active" ;
7- "select partition 1" ;
8- "format fs= fat32" in
command ko use kaise karte hai chaliye dakhiye
hamara pehla command hai diskpart cmd me yeh command likh kar Enter key
press kijiye Uske bad diskpart ka command yani ke ek
aur naya cmd open ho jaye ga. Niche wala
picture me dekhe
Step - 4 Yeh hai diskpart
ka command yeh hai diskpart yani naya cmd .Niche wala picture me
dekhe. picture me draw kiya jagha me apko dusra command list
disk likh kar Enter karna
hoga
Yeh dekhiye list disk command
maine likh diya hai is trah se apko bhi likh na hoga Niche wala picture me dekhe
List disk command likh kar enter karne ke bad niche wala
picture jaisa apka computer me ayega niche wala
picture ka matlab step 5 wala
Step - 5 JARURI Notice: Jab ap
memory card ko repair karo ge tab ap apne computer me ek yani ke jo
memory card kharab hua hai usko hi laga ke rakhiye
" Disk 0 apka computer ka HDD hai "
" Disk 1 apka memory card hai "
Tisra commnd
hai Select disk 1 yani ke apke
memory card ko select karna
select karne se
hota ye hai ke apne apna memory card ko hi choose kiya hai aur uske hi upar kam karenge agar
app galti se disk 1 yani ke mmc ke jagah disk 0 yani ke apka HDD ko
select kar diya hai aur uske hi upar sara command folow kar diya to apka HDD kharab hone
ka ya format ho jane ka chanses rahta hai to dhain se disk 1 hi select kijiye ga. disk 1 hi likh ke
enter key press kariye ga
others link
Step - 6 Dosto maine Select disk 1 command type kar diya hai aur
mmc select ho gaya hai niche pic me dekhiya
Step - 7 Mmc select hone ke bad ab us mmc ko clean karna hoga
aur clean ka comand hai clean maine clean command type kar diya hai aur show bhi kar raha hai ke
memory card clean ho gaya hai niche wala
pic dekhiye
Step - 8 Ab apko ek partition banana ho ga jiske ke liye command hai create partition primary maine yeh command type kar diya hai aur show bhi kar raha hai niche wala pic dekhiye
Step - 9 Apne jo partition ko tayyar kiya usko active karna hoga command hai active maine active command se partition ko active kar diya hai yeh dekhiye niche wala pic me
Step - 10 Abhi jo partition ko apne active kiya use
select kijiye command
select partition 1 maine type
kar diya aur show bhi kar raha hai ke partition select ho gaya hai niche
pic me dekhiye
Step - 11 Ab select kiya huya partition ko format karne se mmc kuch waqt me thik ho jayega format ke liye command hai format fs= fat32 maine type kar diya hai aur format hona suru ho gaya hai dekhiye
26 % hogaya niche pic me dekhiye
Ye hai ARN Info blog jaha ap sikh sakte
hai Mobile Repairing ,Internet & Sociel ,Computer & android Tips & Tricks an others technology
informationin your hindi language
Note : Dosto ek bat dhain me rakhiye ga ke ap mmc thik karne ke liye jab
cmd me commanding karte ho us time ek command ko note kijiye oo command
hai create partition primary jab
bhi app ye command type kar ke enter kartet hai tab apko dekhna hoga ke
partiton tayyar hua ya nahi agar partition tayyar ho jata hai to apka mmc
thik ho jayega app sabhi command use karte jayiye Aur partition
tayyar nahi hota hai to ap aur age nahi badhe kiyno ke oo mmc
bilkul bhi thik nahi hoga Thank You For Read Like Comment & Share
This Article
Others Link
Hello bhi is trah ke aur bhi post likho
Reply