Showing posts with label Computer. Show all posts
Showing posts with label Computer. Show all posts
Apna important photos / document kaise safe rakhe

Apna important photos / document kaise safe rakhe

Apna important photos / document kaise safe rakhe 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Apna important photo / document ko kaise safe rakhe 

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Online stroage kiya hota haiHello friends my name is Azizur 
Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke Apna important photo / document ko kaise safe rakhe free online storage ke jariye. to aur jyda bat na karte huye main bishay me ata hu. dosto ek time tha jab hum ek photo ke liye Rs:- 50-100 rupya pay karet the aur use cover / frame banane me Rs:- 150-200 pay karte the matlab ek hi photo ke liye Rs:- 50 + 150 =200 Rs:- 100 200 =300 pay karna padhta tha. Hisab o kitab bari bari dairy me rakhi jati thi aur hisab karne me bahut paresani and time lagta tha. News ke liye ya movie, serials etc etc ke liye hume tv par hi nirbhar hona padhta tha.

      Advantage of Technology  

Lekin ab Computer, Internet and Mobile device ane ke bad mano ki duniya hi badal gayi. Ab Technology ne itni traqqi kar li hai ki ab photo khitchwane se achha photo mobile me hi kitch liya jata hai and dewar me images lagane ke wajah mobile me apna image set karte hai isse paisa bhi bach raha hai.
 online document storage,
Ab hisab o kitab digital ho gaya hai and dairy ke jagha computer and mobile me hi hisab ho jata hai and jo hisab pehle do dino me hota tha ab 1 hour me hi ho jata hai. Internet connection ho to News, serials, movie, songs etc etc ab apne computer  and mobile me hi dekh sakte hai chahe electric supply kuch ghanto ke liye bandh hi kiyn na ho.

      Disadvantage of Technology 

Lekin apne ek kahawat to suni hogi nahi suni hai to koi bat nahi ab sunlo ke "agar koi cheez jyda fyda de raha hai to nukshan bhi karega" ji ha ye sach hai apne apke mobile me bahut acchi achhi Photo khitche hai , Songs hai, Video, jaruri Document hai , Apne computer me Document, Images, Video, Films, etc etc rakhte hai lekin ye kab tak safe hai agar koi delete / format kar de to ya apke memory  / hard disk kharab ho jaye to ap bolo ge recover kar lunga lekin recovery bhi nahi hua to and recovery karne me professnal hona chahiye nahi to data wapas nahi milega  to aj main apko batane wala hu ke agar apka koi important file ho ya images, ya document aur apko dar ho ke kahi ye delete na ho jaye ya memory  / hard disk kharab na ho jaye and mere data loss na ho jaye to soliution hai free online storage

      What is online storage in hindi 

Online matlab internet ko kaha jata hai and Storage matlab kuch rakhne ki jagah ko kaha jata hai yani Internet me kuch rakhne ki jagah ya ab ye bhi keh sakte hai ke online document storage , online photo storage , online video storage , online movie storage , online file storage , etc etc to hum online storage ke bare me jan chuke hai and in me se achcha Onedrive online storage jo microsoft company provide karta hai and Google Drive jo google provide karta hai yaha main google drive ke bare me bataunga and ap chahe to onedrive bhi use kar sakte hai tarika lagbhag ek hi. main to dono hi use karta hu 

online storage, file storage,  save documents online, free online storage file sharing,  free file sharing, secure cloud storage, share files online, online photo storage, online document storage, free file storage

      How to use google drive 

Aj mai apko bataunga ke google drive ka use kaise kiya jata hai 

  Step 1 :-  Drive google ka hi ek services hai jo apko ek Email-id par 15gb online storage milta hai agar apke pas email id hai to koi bat nahi ap iska istemal kar payenge aur nahi hai to bana lijiye (Email-id banana ek dum sahaj  hai) and uske bad drive website me jaye and Sign-in karle ya google drive ka mobile application me use kare 

  Step 2 :-  Google drive me photo / document / video etc etc ko upload karne ka tarika -- man lijiye apko ek photo upload karna hai to ap us photo ke share option me jaye and share to google drive kare apka photo tatha video ya document apke google drive me chala jayega "niche picture me dekhe"

  Step 3 :-  Wahi photo ko apke device me dowload karne ke liye 


      Notice :-  Google drive ko ap ek memory hi samajh sakte hai jiska 15gb tak limitation hai and agar ap chahe to 1TB (1000GB) ya 2TB (2000GB) ka plan bhi le sakte hai jiske liye apko monthly payment dena parega and ha jabki a apki memory jaisa hi hai to use bhi apne mobile me insert extarnal / internal  memory card jaisa hi kar payenge Folder create karna kuch chahe koi bhi format me ho like image, doument, video, music etc etc. and use waha se delete bhi kar sakte hai and apke mobile / laptop me se ko important file delete ho gaya hai to ap use firse apne device me download kar sakte hai and agar apko koi imortant document ki jarurat hoti hai jabki ap apna mobile ya laptop ghar bhul aye hai to ap kisi najdiki cyber cafe me jake apke emil id se drive me login ho oh document ko pa sakte hai etc etc .

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 

Check Internet speed in computer don't go any website hindi

Check Internet speed in computer don't go any website hindi

Check Internet speed from computer don't go any website hindi 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke bina kisi website me jaye begair kaise apna Internet speed check kare

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke bina kisi website me jaye begair kaise apna Internet speed check kare. owaise to hum kisi bhi website me jake asani se Speed test kar sakte hai ( Ookla ek achha website hai Internet  speedtest ke liye) lekin o one time test hota hai matlab ke ek bar check kiya to 10mbps speed hai lekin phir 1hour bad kitna hai oh check karne ke liye hume phir se website visit karna hoga. lekin mai jo tarika batane wala hu usme apko bar bar refresh karne ki jarurat nahi hai kab kitna speed hai oh automaticaly dekh payenge kuch karne ki jarurat nahi hai. and apko koi softwere ya application download karne ki jarurat nahi ye apke windows me hi rehta hai chaliye dekh lete hai kaise manualy internet speed check karte hai

      What is Internet speed hindi 

Agar apke man me sawal hai What is internet speed internet speed ka matlab kiya hai to iska matlab hai gati yani jo time ke upar nirvar hai matlab ke hum jab kisi website se koi file jo ki kahi aur country me kisi server me hai use download karne jate hai to download matlab oh file uss server se mere computer me transfer hota hai yani ke mere computer me oh file a jayega usi time me internet speed karya karta hai ke agar manlijiye ke oh file ki size 1gb ka ha aur jaldi downlaod ho jata hai to iska matlab internet speed  jyda hai aur der se download hota hai to internet speed kam hai. koi bhi file ko internet se download karne ka time internet speed and uss file ka size tai karta hai.
What is my internet speed

      How to check Internet speed 

Apne computer me hi internet speed check kare 
  Step 1 :-  Sabse pehle apne lapto ya computer ke keyboard me windows button ko press kijiye "niche picture me dekhe"
Test my net, speedtest.net, speed test, Internet speed test, my net speedtest

  Step 2 :-  windows button ko press karne ke bad task manager type kijye and enter press  kijiye to Task manger open ho jayega "niche picture me dekhe"
Mera boardband ka internet speed kitna hai

what is my isp speed


  Step 3 :-  Task manger open hone ke bad Peformance me click kijiye "niche picture me dekhe" 
task manager ke jariye internet speed test


  Step 4 :-  Agar Modem ya boardband ki internet speed chek karna ho to Ethernet me click kijiye "niche picture me dekhe" 
Speed test by ookla


  Step 5 :-  And agar Wi-Fi ki internet speed check karna hai to Wi-Fi option ko click kare "niche picture me dekhe"
Internet speed test from my computer

Thank you for read this articale agar apko ye articale achha laga ho and ap kuch chije janna ya sikhna chahte hai to mujhe bataye and is blog ko blogger feed, facebook, gmail, twitter, insta gram me follow kijiye

How to flash android mobile without softwere box in hindi

How to flash android mobile without softwere box in hindi

Flash android device without box in hindi

Aj hum janenge tatha sikhenge ke kisi bhi android mobile ko kistrah flash (format / softwere / rom download ) karte hai oh bhhi bina kisi box use kiye

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke kisi bhi android mobile ko kistrah flash karte hai bina kisi box use kiye. yani ki ab hum bina kisi box ke hi mobile ko flash kar sakte hai jise village language me softwere dalna kehte hai.
   Some Information on technology :-  Technology ne ab itni tarakki kar li hai ke sab kuch ab advance hota ja raha hai har koi technology par hi ummid rakhta hai aur dheere dheere har cheez technology ke jariye aur bhi behtar aur subhida janak ho raha hai yani ki hum sidha basha me kahe to duniya ab digital hai. aur in sabhi ko behtar aur subhidha janak aur duniya digital hone ka ek hi karan hai INTERNET  
To pehle hum mobile ko flash karne ke liye market se alag alag company ke mobile ke liye ya alag alag cpu ke hisab flash / softwere box kharid te the jiske liye hume har ek box ke 5k se 12k tak dena padta tha. Lekin ab hume box kharid ne ki jarurat nahi hai ye to nahi keh sakte hai kiyn ke box se flash karna thora asan hota hai. Lekin tools use karke flash karne se thora dimag aur time ki jarurat padti hai hume ye dhundna padta hai ke konsa mobile ke liye konsa tools use kiya jaye and konsa mobile me konse company ka cpu hai uske hisab se driver choose karna etc
bina kisi box ke softwere kaise marte hai

Lekin agar ap pehle pehle tools ke jariye mobile flash kar rahe hai to thora paresani hogi jaise tools dhundna driver dhundna stock rom dhundha etc. And agar sab kuch dhund kar flash karne jaoge aur flash nahi hua to hosla tut jata hai internet me tools rom file dhunda muskil ho jata hai ap ko jyda pata nahi hota hai ke konse tools konsa kam ayega tools kam karega ya nahi ye galat tool hai ye sahi tools hai apko samajh nahi ayega  lekin dheere dheere jab ap practice karte hai to sabh asan hone lagta hai. Jaise kabhi tool download kiya rom sahi driver sahi hai phir bhi mobile flash nahi hota hai to ye bhi ek practice hi hai ke ap ye to samajh paye ke ap galat tools use kar rahe the ya ap jisbhi website se rom, tools, ya driver download kar rahe hai oh sab bekar hai yani ki duplicate site hai fake hai to ap us site ko chhor ke dusra koi site se download karte hai etc. is trah practice karte karte  jab adat par jati hai to koi paresani nahi aur ye sare tools driver rom and etc etc sare tools internet me hi available hai.

      Tools ke jariye android mobile Flash 

Tools  ke jariye mobile ko flash karne ke liye 4 chizo ki jarurat padti hai ek USB Cable,  Stock rom, Flashing tools, driver
Tools ke jariye mobile flashing two typse hote hai 1. Mobile Based , 2. CPU Based ,
   1. Mobile Based :-  Aisa tools jo ki mobile ki company anusar banayi jati hai matlab ki jo mobile me koi bhi company ka CPU ho ( jaise mtk, spd, snpdrgn, arm, exynox, intel, amd etc etc ) Flash ek hi tools se hogi.
Exampale:-  Odin Tools yeh samsung mobile ki flasing tools hai chahe koi bhi samsung mobile ho is tools ke jariye flash hogi
   2. CPU Based :-  Aisa tools jo ki CPU ke adhar par bani hoti hai yani mobile ki CPU ko tools support karta hai to koi bhi mobile ho flash kiya ja sakta hai and tools ke sath cpu match na ho to flash nahi kar sakte hai 
Exampale:- SP Flash tool jo mobile me mtk cpu hai oh ye tool se flash hota hai
SPD download jo mobile me SPD cpu hai usko ye tool se flash kiya jata hai 
Note :- manlijiye ke karbonn ka 2 mobile hai first me mtk and 2nd me spd cpu hai to ap agar dono phone ko hi agar sp tool se flash karna chahe to nahi hoga kiyn ke inme cpu alag alag company ka hai. And manlijiye ke 2 mobile hai ek Karbonn aur Intex  2 mobile me hi mtk ka cpu hai to dono hi phone sp tool se flash hoga aur agar ek mtk aur ek me spd to karbonn ko sp tool se aur intex ko spd download tools se flash karna hoga 

      What is Driver for flash android mobile  

Driver ka matlab lag bhag hum sabhi jante hai chalana mobile ko flashing karne ke liye computer me jo driver install karte hai oh driver mobile ko control karta hai chalata hai rom file ko computer se mobile me transfer karta hai aur oh rom install hota hai aur ho gaya mobile flash

Mobile ko Flash karne ke liye Driver 4 typse hote hai USB, ADB, CDC, VCOM ye driver do format me available  hai .exe, .inf
driver mobile and cpu dono ke adhar par banayi jati hai ke mobile me koi bhi cpu ho bas ise install karte hi device tools ke sath connect ho jayega is ka exampale hai Samsung And  dusra ( cpu ) chahe koi bhi mobile ho agar cpu match karti hai to device tools ke sath connet ho jayega iska exampale hai mtk cpu wala karbonn mobile sp tools aur mtk driver 
Mobile driver kitne prakar ke hote hai

      What is stock rom for flash android mobile  

Stock rom ek file hai jo ki alag alag mobile ke hisab se ya cpu ke hisab se  alag alag format me avialable hai jaise samsung mobile ke rom ka format hai .md5, .tar.md5, pit Spd cpu wala mobile ka .pac mtk wala ka .scattar and others device ya cpu ka .tar, and etc etc hota hai. Stock rom ko flash file / firmwere file bhi kehte hai. Stock rom me mobile ke Oparating System ki coding hote hai jis stock rom me jaisa coding rahega owaise hi work karega os ke coding mobile ke hardwere anusar kiye jate hai os ke sare coding ko eksath me .md5 ya alag alag extention me convert kiye jate hai aur phir mobile me flash kiye jate hai. stock rom internet me hi milta hai stock rom download karte time ek bat yad rakhiyega ke device and rom ki information match hone chahiye jaise j200G and j200H mobile hai to ap ko j200G flash karna hai aur ap internet se j200H ka flash file use kar rahe hai to ye nahi chalega j200G ka hi file download kijiye ye bhi ho sakta hai ke j200G ek android version 5.0 lolipop and j200G android version marshmallow to yad rakhiyega ke apko j200G lolipop me flash karna hai to us hisab se stock rom download kijiye 
Samsung mobile stock rom flash file firmwere file download

Samsung mobile stock rom flash file firmwere file download

      How can flash android device  

Mobile ko sabse pehle download mode / fastboot mode me laye uske bad mobile ko tools se connect kijiye uske bad Rom / Firmwere file ko tools me load kijiye and start me click kare flahing start ho jayega
   Another method :-  Firmwere file ko tools me load kijiye uske bad mobile ko switch off karke volume up / volume down press karke mobile ko computer me connect kijiye and automaticaly start flashing 

Thank you for read this articale Agar apko ye articale achchha laga ho to aur agar ap mujhse kuch puchna ya kuch janna chahte hai to comment kijiye ya contact from ke jariye contact kijiye aur is blog ko follow kijiye and facebook page ko like kijiye

   Others Link 




Best free internet download manager  idm v/s eagale get

Best free internet download manager idm v/s eagale get

Best and fast internet download manager

Aj hum janenge ke sabse achha internet download manager konsa hai
Best free internet download manager

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

 What is the best internet download manager IDM / Eagale get 

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj hum janenge ke sabse achha internet download manager konsa hai o bhi bilkul free. dosto waise to  hum jante hai ke IDM best hai lekin idm ko buy karna padta hai jiska cost bahut jyda hai aur ap agar free version use karna chahte hai to o 30 din tak hi chalega uske bad apko buy karne ko bolega to hume aur apko paresani hoti hai ke ab youtube se video kaise downlaod karu to dosto tention ki koi bat nahi kiyn ke main aj apko aise softwere ke bare me batane wala hu jo ki idm jaisa hi hai youtube videos ko automaticaly download karne ka option miljata hai ek trah se kahu to idm ka alternative hai ye Softwere Jiska name hai Eagale get 
Ye hai ARN Info blog jaha ap sikh sakte hai Mobile Repairing ,Internet & Sociel ,Computer & android Tips & Tricks an others technology informationin your hindi language

 How can use Eagale get in hindi 

Eagel get ko install karna simple hai sirf next next kare aur install ho jayega
Aur idm ki trah hi kisi bhi site se download link ko automaticaly detect karlega
ya  download  link create karlega Youtube ki video ka bhi link ko download link me badal dega aur ap koi bhi video youtube se download  kar payenge 
Download free best internet download manager

Youtube video URL convert automatically a download link
free internet download manager

Download EagelGet


Download IDM


Others Link
Kharab memory crad ko kaise repair karte hai jane click karke step by step with picture

Kharab memory crad ko kaise repair karte hai jane click karke step by step with picture

Kharab memory crad ko thik  karne ka tarika step by step with picture 

Aj hum sikhenge ke kaise kharab memory card ko thik kiya jata hai yani ke crupted memory card ko kaise repair kare 

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech here  Mobile Repairing, Interne & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me bataunga main jo kuch bhi janta hu main jo partical kiya hai ohi main is blog me post karta hu

Kharab memory card ko thik karne ka tarika Solution_____
 Step - 1  Sabse pehle windows start me jaye windos start me jane ke bad Run likh ke sarch  kare & Run name ke application ko start kare
How to repair crupted memory card


 Step - 2  Run applicatin ka sarch box me CMD likh kar Enter key press  karne se cmd application open hojaye ga 
How to repair crupted memory card - 2


 Step - 3  CMD appliaction open ho gaya hai ab hume cmd me Command ke jariye memorycard ko thik kiya jata hai cmd me jo jo Command hum use karenge oh hai
"COMANND"  
1 no command : "diskpart" ; 2- "list disk" ; 3- "Select disk 1" ; 4- "clean" ; 
5- "create partition primary" 6- "active" ; 7- "select partition 1" ; 
8- "format fs= fat32"  in command ko use  kaise karte hai chaliye dakhiye
hamara pehla command hai diskpart cmd me yeh command likh kar Enter key press kijiye Uske bad diskpart ka command yani ke ek aur naya cmd open ho jaye ga. Niche wala picture me dekhe 
How to repair crupted memory card - 3




 Step - 4  Yeh hai diskpart ka command yeh hai diskpart yani naya cmd .Niche wala    picture me dekhe. picture me draw kiya jagha me apko dusra command list disk likh kar Enter karna hoga 
How to repair crupted memory card - 4
Yeh dekhiye list disk command maine likh diya hai is trah se apko bhi likh na hoga Niche wala picture me dekhe
How to repair crupted memory card - 5
List disk command likh kar enter karne ke bad  niche wala picture jaisa apka computer me ayega niche wala picture ka matlab step 5 wala


 Step - 5  JARURI Notice: Jab ap memory card ko repair karo ge tab ap apne computer me  ek yani ke jo memory card kharab hua hai usko hi laga ke rakhiye    
" Disk 0 apka computer  ka HDD hai "
" Disk 1 apka memory card hai "
Tisra commnd  hai  Select disk 1 yani ke apke memory card ko select karna 
select karne se hota ye hai ke apne apna memory card ko hi choose kiya hai aur    uske hi upar kam karenge agar app galti se disk 1 yani ke mmc ke jagah disk 0     yani ke apka HDD ko select kar diya hai aur uske hi upar sara command folow    kar diya  to apka HDD kharab hone ka ya format ho jane ka chanses rahta hai  to dhain se disk 1 hi select kijiye ga. disk 1 hi likh ke enter key press kariye ga 
How to repair crupted memory card - 6

others link

 Step - 6  Dosto maine Select disk 1   command type kar diya hai aur  mmc select ho gaya hai niche pic me dekhiya
How to repair crupted memory card - 7



 Step - 7  Mmc select hone ke bad ab us  mmc ko clean karna hoga  aur clean ka comand hai clean maine clean command type kar diya hai aur show bhi kar raha hai ke memory card clean ho gaya hai niche wala pic dekhiye 
How to repair crupted memory card - 8



 Step - 8  Ab apko ek partition banana ho ga jiske ke liye command hai
 create partition primary maine yeh command type kar diya hai aur show bhi kar raha hai niche wala pic dekhiye
How to repair crupted memory card - 9



 Step - 9  Apne jo partition ko tayyar kiya usko active karna hoga command hai
active maine active command se partition ko active kar diya hai yeh dekhiye          niche wala pic me
How to repair crupted memory card - 10



 Step - 10  Abhi jo partition ko apne active kiya use select kijiye command
select partition 1 maine type kar diya aur show bhi kar raha hai ke partition          select ho gaya hai niche pic me dekhiye
How to repair crupted memory card - 11



 Step - 11  Ab select kiya huya partition ko format karne se mmc kuch waqt me thik ho jayega format ke liye command hai format fs= fat32 maine type kar diya hai aur format hona suru ho gaya hai dekhiye 
How to repair crupted memory card - 12

26 % hogaya niche pic me dekhiye
Note : Dosto ek bat dhain me rakhiye ga ke ap mmc thik karne ke liye jab  cmd me commanding karte ho us time ek command ko note kijiye oo command hai create partition primary jab bhi app ye command type kar ke enter kartet hai tab apko dekhna hoga ke partiton tayyar hua ya nahi agar partition tayyar ho jata hai to apka mmc thik ho jayega  app sabhi command use karte jayiye Aur partition tayyar nahi hota hai to  ap aur age nahi badhe kiyno  ke oo mmc  bilkul bhi thik nahi hoga Thank You For Read Like Comment & Share This Article

Others Link