Showing posts with label Android. Show all posts
Showing posts with label Android. Show all posts
How hardreset  Mi Note 4 step by step with picture in hindi

How hardreset Mi Note 4 step by step with picture in hindi

How hardreset  Mi Note 4 step by step with picture in hindi 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Mi note 4 ko kasise reset karte hai

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Ye hai ARN Info blog jaha ap sikh sakte hai Mobile Repairing ,Interne & Sociel , Computer & android Tips & Tricks an others technology informationin your hindi language

      Mi note 4 hard reset in hindi 

Hello friends my name is Azizur Rahaman and this is ARN Info blog. So aj main ap logo ko batane / sikhane wala hu ke Mi note 4 ko kasise reset karte hai

  Step 1 :-   Sabse pehle apne mobile ko "switch off"  kijiye uske bad "Volume Up" + "Power key" ek sath kuch der ke liye pres karke rakhiye uske bad mi ka logo show hoga and recovery mode chala ayega 


  Step 2 :-   Recovery mode ane ke bad apko screen me 3 options dikhega 1.Reboot 2.Wipe Data 3. Connect with mi assistant pehle to  apko yaha pe 2 no option Wipe Datako volume up down se select karke power key se ok kar dena hai uske bad next screen ayega jaha pe 2 options rahega 1. OK     2. CANCEL apko ok select Karna hai and wait some time apka device hard reset ho gaya 

  Step 3 :-   So Hard Reset hone ke bad setup complete kijiye ga bus hogaya

Mi note 4 ko hard reset kaise in hindi


      Important Notice :-  Hard reset karte time ek bat dhain me rakhna ke agar apke device ke sath apka email sign in rehta hai to use apne device se remove kadijiye and niche diye gaye step ko follow kijiye nahi to apak device me frp lock lag jayega
And agar ap apne password bhul jane ke liye Hard reset karte hain to koi bat nahi Hard reset kijiye frp lagega to frp ko toda ja sakta hai agar app frp lock kaise todte hai sikhna chahte hai to comment karke batayiye main ek frp lock bypass artical likh dunga

  Step 1 :-  "Backup & reset" click karne ke bad Backup reset ka option ayega usme se "Automatic restore" ko off karna hoga 

  Step 2 :-   Uske bad "Back up my data" me click kijiye 

  Step 3 :-   "Automatic backup restore" off ho gaya hai ab ap back ho jayiye aur Settings me chale jayo uske bad "Security" me click kijiye. Security me click karne ke bad security ka settings khul jaye ga usme se "Device administrators" ek option hai usme click kijiye 

  Step 4 :-    "Device administrators" me click karne ke bad niche wala picture jaise ayega jisme likha hua rahega "Find My Device"  aur uske side me ek box rahe ga jisme tik ka sign rahega ga matlab  "Find My Device" active hai to simply us tik wala box me click kijiye

  Step 5 :-   Uske bad Settings me back ho jayiye aur About me click kijiye about me click karne ke bad "Build number" me 7 bar continuie click kijiye isse "Devloper Option" active ho jata hai 


  Step 6 :-   Uske bad "Devloper Option" me jaye jane ke bad "OEM" name ka ek option hoga usko off kar dijiye  and phirse mobile ko Hard reset kijiye aur setup ko complete kare

       Thanks fo reading the article           

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 

Remove frp from your phone hindi with picture

Remove frp from your phone hindi with picture

FRP security lock se kaise bache in hindi with picture

Aj hum janenge tatha sikhenge ke kaise FRP lock se bacha jaye

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Ye hai ARN Info blog jaha ap sikh sakte hai Mobile Repairing ,Interne & Sociel , Computer & android Tips & Tricks an others technology informationin your hindi language

      How to safe from Frp security  in hindi 

Hello friends my name is Azizur Rahaman and this is ARN Info blog. So aj main ap logo ko batane / sikhane wala hu ke kaise FRP lock se bacha jaye. Matlab jab hum mobile phone ko hardreset / format ya mobile me kisi trah ka softwere problem ata hai to hum kisi mobile ke dukan pe jake softwere karte hai aur ap jante hi honge ke hardreset / format ya mobile ki softwere karne se mobile ke sare data delete ho jata hai aur mobile ko bilkul naye se setup karna padta hain aur mobile bilkul naye look me tayyar  

(Matlab Pehle jaisa ho jata hai mobile kharid te time jaisa rehta hai). Lekin dosto abhi ke jo latest android version launch hua hai jaise lollipop, Marshmallow, Nougat etc.  Isme agar koi softwere samandhit samsya aye aur app hardreset / format ya mobile ka softwere karwate hai to ap ka mobile me FRP Lock lag jata hai. Jiske karan ap mobile ko ( hardreset / format, softwere karne ke bad) jo setup ata hai o complete nahi kar pate hai aur ap jante hi honge ke agar setup complete na ho to hum mobile ko access / use nahi kar sakte hai. So dosto setup complete karne ke liye  sabse pehle hume frp lock ko  unlock karna padega . frp unlock karne ka tarika hai ke hardreset / softwere karne se  pehle apke mobile device  me  jo gmail account sign rehte hai softwere karne ke bad  usi gmail id & password se sign kare FRP Lock unlock ho jaye ga aur ap apne device me access kar payenge .Lekin samasya tab ata hai jab ap apne gmail account ka password ya gmail id bhul jate ho. To apko kisi tools ke madad se FRP ko unlock karna padta hai ya kisi dukan me jake unlock karna padta hai 

(Dukan dar bhi kisi tools ke madad se softwere box ke jariye FRP lock ko unlock karte hai)  jisme apko dukandar ko 200-250 Rupiya dena padta hai. Lekin aj main ap logo ko aisa trick batane wala hu jisse ap ko kisi ke pass nahi jana padega aur kisi ko paisa bhi nahi dena padega. Kiyn ke apke mobile me frp lock hi nahi lagega  to ap chouk gaye na ke bahi mere pass latest andriod version  like lollipop, Marshmallow, Nougat hai  phir bhi FRP Lock nahi lagega ye kaise . to dosoto ap mere articale ke head line to padh hi chuke honge ke kaise FRP Lock se bacha jaye  main is topic FRP lock Bypass ke bare me nahi bataya hai maine FRP lock hi na aye iske bare me bataya hain. Ayiye dekhlete hai dosto ke kiya karne se FRP lock nahi lagega so sabse pehle main apko bata du ke i trick ko maine Gionee S6s aur P7 me kiya hai

  Step 1 :-   Sabse pehle apne mobile ki settings me jaye aur  “Backup & reset” pe click kijiy "niche wala picture me dekhiye"
FRP Lock hacking technic picture

  Step 2 :-  "Backup & reset" click karne ke bad Backup reset ka option ayega usme se "Automatic restore" ko off karna hoga "niche wala picture me dekhiye"
FRP Lock hacking technic series picture no 2

  Step 3 :-   Uske bad "Back up my data" me click kijiye "niche wala picture me dekhiye"
FRP Lock hacking technic series picture no 3
"niche wala picture me dekhiye"
FRP Lock hacking technic series picture no 4
  Step 4 :-   "Automatic backup restore" off ho gaya hai ab ap back ho jayiye aur Settings me chale jayo uske bad "Security" me click kijiye. Security me click karne ke bad security ka settings khul jaye ga usme se "Device administrators" ek option hai usme click kijiye "niche wala picture me dekhiye"
FRP Lock hacking technic series picture no 4

  Step 5 :-    "Device administrators" me click karne ke bad niche wala picture jaise ayega jisme likha hua rahega "Find My Device"  aur uske side me ek box rahe ga jisme tik ka sign rahega ga matlab  "Find My Device" active hai to simply us tik wala box me click kare aur  "Find My Device" Deactive kare "niche wala picture me dekhiye" 
FRP Lock hacking technic series picture no 6
  Step 6 :-   Uske bad Settings me back ho jayiye aur About me click kijiye about me click karne ke bad "Build number" me 7 bar continuie click kijiye isse "Devloper Option" active ho jata hai "niche wala picture me dekhiye" 

  Step 7 :-   Uske bad "Devloper Option" me jaye jane ke bad "OEM" name ka ek option hoga uko off kar dijiye  and phirse mobile ko Hard reset kijiye aur setup ko complete kar lijiye

      Notice :-  This tricks applyed by motorola moto g4+ or moto g5+

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 
Mobile lickege short or direct short cheking by charger hindi

Mobile lickege short or direct short cheking by charger hindi

Mobile lickege short or direct short cheking by charger 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke mobile phone ke Short hone ke bare me

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke mobile phone ke Short hone ke bare me

      What is short in mobile device 

Short do trah ka hota hai
Hum jante hai ke mobile short hone se on nahi hota hai matlab mobile dead ho gaya to ap check karte hai ke konsa part short hai aur use remove kar dete hai ya badal dete hai to mobile on hota hai. oh parts (capacitor, Diode, etc) ho sakta hai jise supply milta hai power ic se. 

Ye fanda ye  hai Mobile me jo battary hai oh power ic ko supply deta hai. aur power ic battary ke pass se liya hua supply sade component ko deta hai. uske bad hi sara componet active hota hai yani ke kam karta hai. jaise display ka component ko supply nahi milta  hai to display mai light nahi ayega To yaha  ye hua ke agar power ic short hota hai to hua 1; direct short kiyn ke usko battary se    power milta hai battary se

Example:-
checking short on mother board

      Types of short on motherboard 

agar koi compponent short hua hai to wo hoga lickege short. (kuch kuch componet hai jisko power ic ke throo power nahi milta balke sidhe battary se milta hai agar o component bhi short hota hai to oh hoga direct short ) lickege short do trah ka hota hai ye pehla wala hai  isme mobile on rehta hai lekin isme jo section short hota hai o work nahi karega network section ka koi component short hota hai to network nahi ayega ( ya network ayega to battary ka charge bahut jald khatam hoga)
                               Example:-
how to chek my mobile mother board if short

Dosto lickege short me ek aur short hai jo ki multi miter mai pata nahi  chalta hai isko hi hum Erd charger se find karte hai .(dosto manlo ek mobile apke pass aya hai jo dead hai to ap check karte hai

Mobile short hai aa to samajh jate hai lekin lickege hone par kuch kuch multimiter pe continiti prapt nahi hota isiliye samaj nahi pate hai aur achhe phone ko bhi kharab kar dete hai isi liye mai ek simpale sa tarika bata raha hu jisse apko lickege short ke bare me pata chale ga aur kaha se hai o bhi pata chalega
     Let's Go :-  Ek ERD brand ka cherger lijiye aur  uske wire ka + & - Battary connecter ke  + & - par connect kare aur Charger ki light ke traph najar de 

  • Agar Light band ho gaya ho to direct short
  • Agar light jale to kuch bhi nahi (light bahut jiyada Jalega) Agar light dhima jale  to lickege short
to apko pata chal gaya ke lickege short hai ab ap ko pata karna hoga ke aa lickege short consa component me hai to charger me mobile jis trah se connect hai usi trah se rakhiye ga aur
power key ko press kijiye aur diod & capacitor jaisa short hone wale component ko hath se tach kare aur mehsush kijiye kon sa component gram horaha hai aur konsa sabse jyda garam ho raha hai to jo garam ya sabse jyada garm ho raha hai use remove karde  that solve short thik ho gaya lekin phir uske remove karnese koi dusra function bigar jaye to jo component remove kiya hai usi trah ka dusra component us jagha pe laga de matlab mul bat ye hua ke mobile me lickege short hone se mobile on nahi hota hain
lickege short kaha se hai usko check karke use remove karde ya badal de

Note:-Dosto mera name Azizur Rahaman hai aur main jo kuch bhi likhta hu sabse pehle mai uska practical karta hu uske bad hi likhta hu yeh practical main ZEN company ki mobile MODEL m72i, kimfily, K&C, Mosses in sabhi mobile me practical kiya hai

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 



What is root in android device in hindi

What is root in android device in hindi

What is root in android device in hindi

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Mobile phone me root ka matlab kiya hota hai

Dosto ye hai 
ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke 
Mobile phone me root ka matlab kiya hota hai 

      What is Root on your device   

root my device
To dosto Root mobile device ka ek trah ka security hai. Ya ap bol sakte hai  mobile device ka Administrator me lock kiya hai . Jisse ap mobile me OS ke sath chher chhar nahi kar sakte hai. Ap ko jo jo permision OS (Oparating System) se milti hai ap ohi kam ap ke device me kar sakte hai. Man lo ap ke mobile me ram 512 MB hai aur HDD 1GB aur isme google ke sare  Application Install kiya hua hai (Android OS ko google ne banaya hai is liye google ke jitne bhi apps hai o os ke sath hi milta hai) aur os ke sath others apps bhi rehta hai Aur app apke man motabik koi dusra app install karte hai 

root my device with tools(Facebook,Whatsapp,Hike,Instagram,shoping apps,Banking apps,games) & others apps ko install  karte hai to mobile device hang hone lagta hai aur thik trah se kam nahi karta hai . Tab ap soch te hai  ki google ya os ke sath mila hua jo kuch  applicatin apke liye Unuseble hai usko app Uninstall kar denge. Lekin app uninstall  nahi kar payenge kiyn ki oh Administator application hai . isi liye apko android device ko Root karne ki jarurat padti hai. root karne ke bad ap apne device me koi bhi application ko uninstall kar sakte hai. Aur yaha tak ki ap apne android version ko bhi change kar sakte hai. kuch kuch application hai jo ap nahi chala pate the .Ab jabki ap ke device ko root karliye hai to ap un sabhi application ko chala sakte hai. Aur apne display ki brightnes aur jyda kar sakte hai ek trah se kaha jaye to super user ban sakte hai.  

      Notice :-  Dosto ap ka mobile agar purane jamane ka hai to ap Root kar sakte hai lekin naya jamane ka hai (ya nahi hai ap ek achha sa phone le) to apko root karne ki koi jarurat nahi hai kiyn ke abhi ke jitne bhi phone ate sab 1/2/3/4 GB Ram aur 4/8/16/32/64 GB HDD me kam price ke sath ata hai mana ki usme Mediatek(Mediatek ki price kam hai isi liye company is ke sath hi kam dam wala badiya phone banata hai) ka processor diya hua rehta hai lekin apka kam ban jata hai .agar ap ko koi application chalana jaruri hai aur o sirf rooted device me chalta hai to ap root kar sakte hai . Dhain de=====root ka sidha samanya matlab hota hai ki ap ko OS ke permision se har kam karna padta hai lekin ap root karke khud apne man motabik kam karte hai.matlab os ab ap ka maliq nahi hai ap khud apne device ka maliq hai. dosto mere hisab se dekha jaye to anath baccha ko koi  guide karne wala nahi hota isi liye o apne man motabiq kam karta hai achchha bura ka
fark nahi samajh sakta hai aur bigar jata hai . asa karta hu ap samajh gaye hai
Note:-Root karne se apke mobile ka granty/warenty break ho jati hai 

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 






Apna important photos / document kaise safe rakhe

Apna important photos / document kaise safe rakhe

Apna important photos / document kaise safe rakhe 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Apna important photo / document ko kaise safe rakhe 

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Online stroage kiya hota haiHello friends my name is Azizur 
Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke Apna important photo / document ko kaise safe rakhe free online storage ke jariye. to aur jyda bat na karte huye main bishay me ata hu. dosto ek time tha jab hum ek photo ke liye Rs:- 50-100 rupya pay karet the aur use cover / frame banane me Rs:- 150-200 pay karte the matlab ek hi photo ke liye Rs:- 50 + 150 =200 Rs:- 100 200 =300 pay karna padhta tha. Hisab o kitab bari bari dairy me rakhi jati thi aur hisab karne me bahut paresani and time lagta tha. News ke liye ya movie, serials etc etc ke liye hume tv par hi nirbhar hona padhta tha.

      Advantage of Technology  

Lekin ab Computer, Internet and Mobile device ane ke bad mano ki duniya hi badal gayi. Ab Technology ne itni traqqi kar li hai ki ab photo khitchwane se achha photo mobile me hi kitch liya jata hai and dewar me images lagane ke wajah mobile me apna image set karte hai isse paisa bhi bach raha hai.
 online document storage,
Ab hisab o kitab digital ho gaya hai and dairy ke jagha computer and mobile me hi hisab ho jata hai and jo hisab pehle do dino me hota tha ab 1 hour me hi ho jata hai. Internet connection ho to News, serials, movie, songs etc etc ab apne computer  and mobile me hi dekh sakte hai chahe electric supply kuch ghanto ke liye bandh hi kiyn na ho.

      Disadvantage of Technology 

Lekin apne ek kahawat to suni hogi nahi suni hai to koi bat nahi ab sunlo ke "agar koi cheez jyda fyda de raha hai to nukshan bhi karega" ji ha ye sach hai apne apke mobile me bahut acchi achhi Photo khitche hai , Songs hai, Video, jaruri Document hai , Apne computer me Document, Images, Video, Films, etc etc rakhte hai lekin ye kab tak safe hai agar koi delete / format kar de to ya apke memory  / hard disk kharab ho jaye to ap bolo ge recover kar lunga lekin recovery bhi nahi hua to and recovery karne me professnal hona chahiye nahi to data wapas nahi milega  to aj main apko batane wala hu ke agar apka koi important file ho ya images, ya document aur apko dar ho ke kahi ye delete na ho jaye ya memory  / hard disk kharab na ho jaye and mere data loss na ho jaye to soliution hai free online storage

      What is online storage in hindi 

Online matlab internet ko kaha jata hai and Storage matlab kuch rakhne ki jagah ko kaha jata hai yani Internet me kuch rakhne ki jagah ya ab ye bhi keh sakte hai ke online document storage , online photo storage , online video storage , online movie storage , online file storage , etc etc to hum online storage ke bare me jan chuke hai and in me se achcha Onedrive online storage jo microsoft company provide karta hai and Google Drive jo google provide karta hai yaha main google drive ke bare me bataunga and ap chahe to onedrive bhi use kar sakte hai tarika lagbhag ek hi. main to dono hi use karta hu 

online storage, file storage,  save documents online, free online storage file sharing,  free file sharing, secure cloud storage, share files online, online photo storage, online document storage, free file storage

      How to use google drive 

Aj mai apko bataunga ke google drive ka use kaise kiya jata hai 

  Step 1 :-  Drive google ka hi ek services hai jo apko ek Email-id par 15gb online storage milta hai agar apke pas email id hai to koi bat nahi ap iska istemal kar payenge aur nahi hai to bana lijiye (Email-id banana ek dum sahaj  hai) and uske bad drive website me jaye and Sign-in karle ya google drive ka mobile application me use kare 

  Step 2 :-  Google drive me photo / document / video etc etc ko upload karne ka tarika -- man lijiye apko ek photo upload karna hai to ap us photo ke share option me jaye and share to google drive kare apka photo tatha video ya document apke google drive me chala jayega "niche picture me dekhe"

  Step 3 :-  Wahi photo ko apke device me dowload karne ke liye 


      Notice :-  Google drive ko ap ek memory hi samajh sakte hai jiska 15gb tak limitation hai and agar ap chahe to 1TB (1000GB) ya 2TB (2000GB) ka plan bhi le sakte hai jiske liye apko monthly payment dena parega and ha jabki a apki memory jaisa hi hai to use bhi apne mobile me insert extarnal / internal  memory card jaisa hi kar payenge Folder create karna kuch chahe koi bhi format me ho like image, doument, video, music etc etc. and use waha se delete bhi kar sakte hai and apke mobile / laptop me se ko important file delete ho gaya hai to ap use firse apne device me download kar sakte hai and agar apko koi imortant document ki jarurat hoti hai jabki ap apna mobile ya laptop ghar bhul aye hai to ap kisi najdiki cyber cafe me jake apke emil id se drive me login ho oh document ko pa sakte hai etc etc .

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 

How to flash android mobile without softwere box in hindi

How to flash android mobile without softwere box in hindi

Flash android device without box in hindi

Aj hum janenge tatha sikhenge ke kisi bhi android mobile ko kistrah flash (format / softwere / rom download ) karte hai oh bhhi bina kisi box use kiye

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke kisi bhi android mobile ko kistrah flash karte hai bina kisi box use kiye. yani ki ab hum bina kisi box ke hi mobile ko flash kar sakte hai jise village language me softwere dalna kehte hai.
   Some Information on technology :-  Technology ne ab itni tarakki kar li hai ke sab kuch ab advance hota ja raha hai har koi technology par hi ummid rakhta hai aur dheere dheere har cheez technology ke jariye aur bhi behtar aur subhida janak ho raha hai yani ki hum sidha basha me kahe to duniya ab digital hai. aur in sabhi ko behtar aur subhidha janak aur duniya digital hone ka ek hi karan hai INTERNET  
To pehle hum mobile ko flash karne ke liye market se alag alag company ke mobile ke liye ya alag alag cpu ke hisab flash / softwere box kharid te the jiske liye hume har ek box ke 5k se 12k tak dena padta tha. Lekin ab hume box kharid ne ki jarurat nahi hai ye to nahi keh sakte hai kiyn ke box se flash karna thora asan hota hai. Lekin tools use karke flash karne se thora dimag aur time ki jarurat padti hai hume ye dhundna padta hai ke konsa mobile ke liye konsa tools use kiya jaye and konsa mobile me konse company ka cpu hai uske hisab se driver choose karna etc
bina kisi box ke softwere kaise marte hai

Lekin agar ap pehle pehle tools ke jariye mobile flash kar rahe hai to thora paresani hogi jaise tools dhundna driver dhundna stock rom dhundha etc. And agar sab kuch dhund kar flash karne jaoge aur flash nahi hua to hosla tut jata hai internet me tools rom file dhunda muskil ho jata hai ap ko jyda pata nahi hota hai ke konse tools konsa kam ayega tools kam karega ya nahi ye galat tool hai ye sahi tools hai apko samajh nahi ayega  lekin dheere dheere jab ap practice karte hai to sabh asan hone lagta hai. Jaise kabhi tool download kiya rom sahi driver sahi hai phir bhi mobile flash nahi hota hai to ye bhi ek practice hi hai ke ap ye to samajh paye ke ap galat tools use kar rahe the ya ap jisbhi website se rom, tools, ya driver download kar rahe hai oh sab bekar hai yani ki duplicate site hai fake hai to ap us site ko chhor ke dusra koi site se download karte hai etc. is trah practice karte karte  jab adat par jati hai to koi paresani nahi aur ye sare tools driver rom and etc etc sare tools internet me hi available hai.

      Tools ke jariye android mobile Flash 

Tools  ke jariye mobile ko flash karne ke liye 4 chizo ki jarurat padti hai ek USB Cable,  Stock rom, Flashing tools, driver
Tools ke jariye mobile flashing two typse hote hai 1. Mobile Based , 2. CPU Based ,
   1. Mobile Based :-  Aisa tools jo ki mobile ki company anusar banayi jati hai matlab ki jo mobile me koi bhi company ka CPU ho ( jaise mtk, spd, snpdrgn, arm, exynox, intel, amd etc etc ) Flash ek hi tools se hogi.
Exampale:-  Odin Tools yeh samsung mobile ki flasing tools hai chahe koi bhi samsung mobile ho is tools ke jariye flash hogi
   2. CPU Based :-  Aisa tools jo ki CPU ke adhar par bani hoti hai yani mobile ki CPU ko tools support karta hai to koi bhi mobile ho flash kiya ja sakta hai and tools ke sath cpu match na ho to flash nahi kar sakte hai 
Exampale:- SP Flash tool jo mobile me mtk cpu hai oh ye tool se flash hota hai
SPD download jo mobile me SPD cpu hai usko ye tool se flash kiya jata hai 
Note :- manlijiye ke karbonn ka 2 mobile hai first me mtk and 2nd me spd cpu hai to ap agar dono phone ko hi agar sp tool se flash karna chahe to nahi hoga kiyn ke inme cpu alag alag company ka hai. And manlijiye ke 2 mobile hai ek Karbonn aur Intex  2 mobile me hi mtk ka cpu hai to dono hi phone sp tool se flash hoga aur agar ek mtk aur ek me spd to karbonn ko sp tool se aur intex ko spd download tools se flash karna hoga 

      What is Driver for flash android mobile  

Driver ka matlab lag bhag hum sabhi jante hai chalana mobile ko flashing karne ke liye computer me jo driver install karte hai oh driver mobile ko control karta hai chalata hai rom file ko computer se mobile me transfer karta hai aur oh rom install hota hai aur ho gaya mobile flash

Mobile ko Flash karne ke liye Driver 4 typse hote hai USB, ADB, CDC, VCOM ye driver do format me available  hai .exe, .inf
driver mobile and cpu dono ke adhar par banayi jati hai ke mobile me koi bhi cpu ho bas ise install karte hi device tools ke sath connect ho jayega is ka exampale hai Samsung And  dusra ( cpu ) chahe koi bhi mobile ho agar cpu match karti hai to device tools ke sath connet ho jayega iska exampale hai mtk cpu wala karbonn mobile sp tools aur mtk driver 
Mobile driver kitne prakar ke hote hai

      What is stock rom for flash android mobile  

Stock rom ek file hai jo ki alag alag mobile ke hisab se ya cpu ke hisab se  alag alag format me avialable hai jaise samsung mobile ke rom ka format hai .md5, .tar.md5, pit Spd cpu wala mobile ka .pac mtk wala ka .scattar and others device ya cpu ka .tar, and etc etc hota hai. Stock rom ko flash file / firmwere file bhi kehte hai. Stock rom me mobile ke Oparating System ki coding hote hai jis stock rom me jaisa coding rahega owaise hi work karega os ke coding mobile ke hardwere anusar kiye jate hai os ke sare coding ko eksath me .md5 ya alag alag extention me convert kiye jate hai aur phir mobile me flash kiye jate hai. stock rom internet me hi milta hai stock rom download karte time ek bat yad rakhiyega ke device and rom ki information match hone chahiye jaise j200G and j200H mobile hai to ap ko j200G flash karna hai aur ap internet se j200H ka flash file use kar rahe hai to ye nahi chalega j200G ka hi file download kijiye ye bhi ho sakta hai ke j200G ek android version 5.0 lolipop and j200G android version marshmallow to yad rakhiyega ke apko j200G lolipop me flash karna hai to us hisab se stock rom download kijiye 
Samsung mobile stock rom flash file firmwere file download

Samsung mobile stock rom flash file firmwere file download

      How can flash android device  

Mobile ko sabse pehle download mode / fastboot mode me laye uske bad mobile ko tools se connect kijiye uske bad Rom / Firmwere file ko tools me load kijiye and start me click kare flahing start ho jayega
   Another method :-  Firmwere file ko tools me load kijiye uske bad mobile ko switch off karke volume up / volume down press karke mobile ko computer me connect kijiye and automaticaly start flashing 

Thank you for read this articale Agar apko ye articale achchha laga ho to aur agar ap mujhse kuch puchna ya kuch janna chahte hai to comment kijiye ya contact from ke jariye contact kijiye aur is blog ko follow kijiye and facebook page ko like kijiye

   Others Link