Jio fi 4 ki SSID or Pasasword ko kaise change kare
Aj hum janenge tatha sikhenge ke jiofi model 4 wifi router ki SSID or Pasasword ko kaise change karte hai step by step with picture
Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"
Hello friends my name Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj hum janenge tatha sikhenge ke jiofi 4 wifi router ki SSID or Pasasword ko kaise change karte hai to dosto jyda bat na karte huye hum mudde me ate hai
Hum jante hi hai ke kisi bhi router device ka ssid, ip, password, etc, etc setting ko change karne ke liye sabse pehle hume us device se connect or login hona padta hai. to hume bhi jiofi 4 router se login hona padega (jyda tar wifi router jo ethernet cable se connect hota hai unme router ki wireless ssid router ke name anusar hote hai aur password "12345678" hote hai ya to koi password laga hua nahi rehta hai)
Jiofi ke packet me likha default password se apna laptop/mobile ko connect kare
ab hume jiofi ki default ssid or password change karna hai hum is jiofi device se connect ho chuke hai ab hume device me login hona padega login hone ke liye laptop/mobile me koi ek browser open kare aur browser ke sarch bar me type kare jiofi.local.html/ aur enter press kare Direct link "niche picture me dekhe"
Hello friends my name Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj hum janenge tatha sikhenge ke jiofi 4 wifi router ki SSID or Pasasword ko kaise change karte hai to dosto jyda bat na karte huye hum mudde me ate hai
How you can change jio fi 4 device hotspot ssid or password hindi
Lekin jiofi device me company se password ata hai har alag alag jiofi ke liye alag alag default ssid aur default password rehta hai. ye default ssid or password jiofi ki packet me aur jiofi device me likha rehta hai. "niche picture me dekhe"ab hume jiofi ki default ssid or password change karna hai hum is jiofi device se connect ho chuke hai ab hume device me login hona padega login hone ke liye laptop/mobile me koi ek browser open kare aur browser ke sarch bar me type kare jiofi.local.html/ aur enter press kare Direct link "niche picture me dekhe"
jiofi.local.html likhke enter karne ke bad "niche wala picture jaisa ayega" usme "Login" button me click karna hai uske bad "User name" aur "Pasasword" mangega dono jagah apko "administrator" type karna hai aur enter press kare bas ap jiofi device me login ho gaye hai
Ap Jiofi device me login ho chuke hai
Ab ap wifi option me click kijiye aur ssid aur password change kijiye "niche picture me dekhe"
Uske bad "niche picture me dekhe"
Uske bad maine SSID diya ARN Care aur Pasasword diya arn1234arn "niche picture me dekhe"
Uske bad hum ab is network se connect honge "niche picture me dekhe"
Thank you for read this articale dosto apko agar ye articale achha laga ho to like comment aur share jarur kijiye aur is trah ke aur bhi articale apko read karna hai ya janna hai to is blog ko subscribe ya follow kare
subcribe karna simple hai apka name aur emil dekar subcribe kare or nahi to follow me click karke is blog ko follow kare
Others Link
jiofi
ReplyThanks to share great articale
Reply