Showing posts with label Internet&Social. Show all posts
Showing posts with label Internet&Social. Show all posts
OTP - Code ( Password ) kya hota hai jane details me

OTP - Code ( Password ) kya hota hai jane details me

What is otp code ( One Time Password ) full details in hindi

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Otp code jiska full form " One Time Password " hota hai. Otp code kya hai

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke Otp code jiska full form " One Time Password " hota hai. Otp code kya hai to aur jyda bate na karte huye suru karte hai   Let's Go 

      What is OTP 'one time password' in hindi  

Otp code yani one time password jo 4 se 6 digit ka ek code hota hai jo ki apke service provider doyara apke mobile no me sms ke jariye ata hai. otp code me
0 - 9 tak ka har digit use hota hai. otp code ke jariye right user ko verify kiya jata hai and isse hacking se bachta hai. 
What is security code

      Uses of OTP code in this century  

Otp yani one time password ka use aj kal har field ke busniess me use hota jaise 
bank, shoping site, sms site , soceil media site, online me koi bhi account me , online banking me, user ko verify karne me etc etc me use hota hai, internet ke har kam me otp ka use hota hai.
                                                        apna photo ko online me rakhna sikhe
Otp code ke jariye aur jyda secure hota hai khas kar bank transaction .
agar koi bhi admi apka online banking ka password janle toh bhi apka paisa nahi transfer nahi kar sakta jab tak apke mobile apke pass hai kiyn ke money tranfer ke time apke mobile me ek otp code ata hai usko varne ke bad hi transfer complete hoga 

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 
 
Two step verification procces kya hai

Two step verification procces kya hai

Two step verification procces kya hai

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Two step verification procces kya hai

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke Two step verification procces kya hai.

      What is main work of Internet on this century 

my data secure method
Internet ane ke bad sara system online (digital) ho raha hai dukane online ho raha hai. bade bade dukan dar online shopping site me seller account bana kar online apne dukan ka saman bech raha hai aur isse uska selling barti hai matlab online ane ke bad all India me seller product ko bech raha hai aur jisse oh Lakho se lekar Carore tak mahina kama leta hai.

Social media platform bahut tarah ka naya naya cize layi pehle to tha Facebook, Twitter, Messenger, YouTube, Instagram, lekin abhi aur bhi bahut naya social media platform a gaya hai jissme video social media platform bahut teji se barrahi hai. aur inka use pehle Entertainment ke liye hota tha lekin abhi lakbhag 54% user advertizing ke liye use karta hai. 

      Details of Two step verification system in social media plfatfroms 

Jaise ki ap sabhi jan hi chunke hai ke internet ka use aj kal kitna ho raha hai aur kaise ho raha hai ajkal har admi internet me varosa karne laga and unlogo ka data bhi leaked hone laga hacking, ke jariye pura account ko hack karke apna mann motabik hacker kuch bhi karta hai isii liye ek naya method ye hai ke Two step verification proccess

      How to work two step verification 

Facebook, whatsapp, gmail, instagram, twitter  har alag sociel network ka two step verification proccess alag alag hota hai jaise mai  yaha me gmail ka two step verification  proccess  bata ne wala hu

Gmail account ko Email Id aur password se Login hone ke bad Apka mobile no Otp ke jariye  verification karna hoga   yehi hai gmail ka two step verification proccess

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 

Apna important photos / document kaise safe rakhe

Apna important photos / document kaise safe rakhe

Apna important photos / document kaise safe rakhe 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke Apna important photo / document ko kaise safe rakhe 

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Online stroage kiya hota haiHello friends my name is Azizur 
Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke Apna important photo / document ko kaise safe rakhe free online storage ke jariye. to aur jyda bat na karte huye main bishay me ata hu. dosto ek time tha jab hum ek photo ke liye Rs:- 50-100 rupya pay karet the aur use cover / frame banane me Rs:- 150-200 pay karte the matlab ek hi photo ke liye Rs:- 50 + 150 =200 Rs:- 100 200 =300 pay karna padhta tha. Hisab o kitab bari bari dairy me rakhi jati thi aur hisab karne me bahut paresani and time lagta tha. News ke liye ya movie, serials etc etc ke liye hume tv par hi nirbhar hona padhta tha.

      Advantage of Technology  

Lekin ab Computer, Internet and Mobile device ane ke bad mano ki duniya hi badal gayi. Ab Technology ne itni traqqi kar li hai ki ab photo khitchwane se achha photo mobile me hi kitch liya jata hai and dewar me images lagane ke wajah mobile me apna image set karte hai isse paisa bhi bach raha hai.
 online document storage,
Ab hisab o kitab digital ho gaya hai and dairy ke jagha computer and mobile me hi hisab ho jata hai and jo hisab pehle do dino me hota tha ab 1 hour me hi ho jata hai. Internet connection ho to News, serials, movie, songs etc etc ab apne computer  and mobile me hi dekh sakte hai chahe electric supply kuch ghanto ke liye bandh hi kiyn na ho.

      Disadvantage of Technology 

Lekin apne ek kahawat to suni hogi nahi suni hai to koi bat nahi ab sunlo ke "agar koi cheez jyda fyda de raha hai to nukshan bhi karega" ji ha ye sach hai apne apke mobile me bahut acchi achhi Photo khitche hai , Songs hai, Video, jaruri Document hai , Apne computer me Document, Images, Video, Films, etc etc rakhte hai lekin ye kab tak safe hai agar koi delete / format kar de to ya apke memory  / hard disk kharab ho jaye to ap bolo ge recover kar lunga lekin recovery bhi nahi hua to and recovery karne me professnal hona chahiye nahi to data wapas nahi milega  to aj main apko batane wala hu ke agar apka koi important file ho ya images, ya document aur apko dar ho ke kahi ye delete na ho jaye ya memory  / hard disk kharab na ho jaye and mere data loss na ho jaye to soliution hai free online storage

      What is online storage in hindi 

Online matlab internet ko kaha jata hai and Storage matlab kuch rakhne ki jagah ko kaha jata hai yani Internet me kuch rakhne ki jagah ya ab ye bhi keh sakte hai ke online document storage , online photo storage , online video storage , online movie storage , online file storage , etc etc to hum online storage ke bare me jan chuke hai and in me se achcha Onedrive online storage jo microsoft company provide karta hai and Google Drive jo google provide karta hai yaha main google drive ke bare me bataunga and ap chahe to onedrive bhi use kar sakte hai tarika lagbhag ek hi. main to dono hi use karta hu 

online storage, file storage,  save documents online, free online storage file sharing,  free file sharing, secure cloud storage, share files online, online photo storage, online document storage, free file storage

      How to use google drive 

Aj mai apko bataunga ke google drive ka use kaise kiya jata hai 

  Step 1 :-  Drive google ka hi ek services hai jo apko ek Email-id par 15gb online storage milta hai agar apke pas email id hai to koi bat nahi ap iska istemal kar payenge aur nahi hai to bana lijiye (Email-id banana ek dum sahaj  hai) and uske bad drive website me jaye and Sign-in karle ya google drive ka mobile application me use kare 

  Step 2 :-  Google drive me photo / document / video etc etc ko upload karne ka tarika -- man lijiye apko ek photo upload karna hai to ap us photo ke share option me jaye and share to google drive kare apka photo tatha video ya document apke google drive me chala jayega "niche picture me dekhe"

  Step 3 :-  Wahi photo ko apke device me dowload karne ke liye 

      Notice :-  Google drive ko ap ek memory hi samajh sakte hai jiska 15gb tak limitation hai and agar ap chahe to 1TB (1000GB) ya 2TB (2000GB) ka plan bhi le sakte hai jiske liye apko monthly payment dena parega and ha jabki a apki memory jaisa hi hai to use bhi apne mobile me insert extarnal / internal  memory card jaisa hi kar payenge Folder create karna kuch chahe koi bhi format me ho like image, doument, video, music etc etc. and use waha se delete bhi kar sakte hai and apke mobile / laptop me se ko important file delete ho gaya hai to ap use firse apne device me download kar sakte hai and agar apko koi imortant document ki jarurat hoti hai jabki ap apna mobile ya laptop ghar bhul aye hai to ap kisi najdiki cyber cafe me jake apke emil id se drive me login ho oh document ko pa sakte hai etc etc .

Thank u for invest u r costly time for read this articale. i hope u r fully understanded from reading the articale and u r get notify every new articale are posted on this site so follow this site thru g+ ,Blogger, Facebook, Twitter 

Check Internet speed in computer don't go any website hindi

Check Internet speed in computer don't go any website hindi

Check Internet speed from computer don't go any website hindi 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke bina kisi website me jaye begair kaise apna Internet speed check kare

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name is Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj main aplogo ko batane tatha sikhane wala hu ke bina kisi website me jaye begair kaise apna Internet speed check kare. owaise to hum kisi bhi website me jake asani se Speed test kar sakte hai ( Ookla ek achha website hai Internet  speedtest ke liye) lekin o one time test hota hai matlab ke ek bar check kiya to 10mbps speed hai lekin phir 1hour bad kitna hai oh check karne ke liye hume phir se website visit karna hoga. lekin mai jo tarika batane wala hu usme apko bar bar refresh karne ki jarurat nahi hai kab kitna speed hai oh automaticaly dekh payenge kuch karne ki jarurat nahi hai. and apko koi softwere ya application download karne ki jarurat nahi ye apke windows me hi rehta hai chaliye dekh lete hai kaise manualy internet speed check karte hai

      What is Internet speed hindi 

Agar apke man me sawal hai What is internet speed internet speed ka matlab kiya hai to iska matlab hai gati yani jo time ke upar nirvar hai matlab ke hum jab kisi website se koi file jo ki kahi aur country me kisi server me hai use download karne jate hai to download matlab oh file uss server se mere computer me transfer hota hai yani ke mere computer me oh file a jayega usi time me internet speed karya karta hai ke agar manlijiye ke oh file ki size 1gb ka ha aur jaldi downlaod ho jata hai to iska matlab internet speed  jyda hai aur der se download hota hai to internet speed kam hai. koi bhi file ko internet se download karne ka time internet speed and uss file ka size tai karta hai.
What is my internet speed

      How to check Internet speed 

Apne computer me hi internet speed check kare 
  Step 1 :-  Sabse pehle apne lapto ya computer ke keyboard me windows button ko press kijiye "niche picture me dekhe"
Test my net, speedtest.net, speed test, Internet speed test, my net speedtest

  Step 2 :-  windows button ko press karne ke bad task manager type kijye and enter press  kijiye to Task manger open ho jayega "niche picture me dekhe"
Mera boardband ka internet speed kitna hai

what is my isp speed

  Step 3 :-  Task manger open hone ke bad Peformance me click kijiye "niche picture me dekhe" 
task manager ke jariye internet speed test

  Step 4 :-  Agar Modem ya boardband ki internet speed chek karna ho to Ethernet me click kijiye "niche picture me dekhe" 
Speed test by ookla

  Step 5 :-  And agar Wi-Fi ki internet speed check karna hai to Wi-Fi option ko click kare "niche picture me dekhe"
Internet speed test from my computer

Thank you for read this articale agar apko ye articale achha laga ho and ap kuch chije janna ya sikhna chahte hai to mujhe bataye and is blog ko blogger feed, facebook, gmail, twitter, insta gram me follow kijiye

How to apply free jio prime membership for one year

How to apply free jio prime membership for one year

Apply free jio prime membership for one year 

Aj hum janenge tatha sikhenge ke jio me jio prime membership ke liye Rs-99 rupee lagta hai lekin khabar a rahi hai ke jio apne customer ko agle one year ke liye jio prime membership bilkul free me de raha hai to ye free me jio prime membership ko kaise active kare
Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj hum janenge tatha sikhenge ke jio me jio prime membership ke liye Rs-99 rupee lagta hai lekin khabar a rahi hai ke jio apne customer ko agle one year ke liye jio prime membership bilkul free me de raha hai to ye free me jio prime membership ko kaise active kare

 Step - 1  Sabse pehle my jio application ko open kare "niche picture me dekhe"
Free 10GB in jio sim

 Step - 2  Jio application ko open karne ke bad application ke samne hi ek banner show hoga usme click kare "niche picture me dekhe"
jio prime membership free for one year

 Step - 3  Uske bad procced me click kare "niche picture me dekhe"

 Step - 4  procced  me click karne ke bad apke jio no me ek sal ke liye free me jio prime membership active ho jayega "niche picture me dekhe"
Jio prime

Thank you for read this articale Agar apko ye articale achha laga ho to like aur comment jarur kijiye and is trah ke aur bhi articale apko read karna hai ya kuch sikhna hai to is blog ko follow / subscribe kare taki main agar koi post karu to apko turant information mil jayega aur facebook me bhi arn in fo ko follow kare 

How to get free data on jio sim 5GB / 7GB / 10GB hindi with picture

How to get free data on jio sim 5GB / 7GB / 10GB hindi with picture

Redeem jio free voucher or get 5GB / 7GB / 10GB hindi with picture

Aj hum janenge tatha sikhenge ke jio me recharge karne ke bad jo free voucher milta hai use kaise Redeem karke 5GB / 7GB ya 10GB free me milta hai

Dosto ye hai ARNInfo.blogspot.com you tech Mobile Repairing, Internet & Sociel, Computer & android Tips & Tricks an others technology information ke bare me. Main jo kuch bhi janta hu jo maine kudh particaly try kiya hai usko hi main is blog me post karta hu aur apko batane tatha sikhane ki kosis karta hu. "Achchhe se samajh ne ke liye har blog ko pura padhe"

Hello friends my name Azizur Rahaman. I am founder of this blog. So aj hum janenge tatha sikhenge ke jio me recharge karne ke bad jo free voucher milta hai use kaise Redeem karke 5GB / 7GB ya 10GB free me milta hai

 Step - 1  Sabse pehle my jio application ko open kare "niche picture me dekhe"
Free 10GB in jio sim

 Step - 2  Jio application ko open karne ke bad application niche ke side me "My vouchers" name ka ek button hoga usme click kare "niche picture me dekhe"
Jio free voucher redeem for 10GB

 Step - 3  My vouchers button me click karne ke bad apke jio me koi free voucher hai ya nahi o dikhega (agar nahi hai to koi bat nahi aur hai to) voucher ke niche Redeem ka ek option rahega usme click kare "niche picture me dekhe"
How redeem jio voucher hindi

 Step - 4  Redeem me click karne ke bad ab jio ka jo free voucher hai usse recharge karne ke liye Confirm me click kare "niche picture me dekhe"
Redeem or recharge jio free voucher

 Step - 5  Confirm me click karne se apka free voucher recharge ho jata hai ab Done me click kare 
Ab apke mobile me massege ayega "niche picture me dekhe"